Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMajboor (1974)
HomeMajboor (1974)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aadmi jo kehtaa hai aadmi jo suntaa hai zindagi bhar wo sadaayein peechha karti hain aadmi jo kehtaa hai aadmi jo suntaa hai zindagi bhar wo sadaayein peechha karti hain aadmi jo detaa hai aadmi jo letaa hai zindagi bhar wo duaanyein peechha karti hain koi bhi ho har khaab to sachcha nahin hota koi bhi ho har khaab to sachcha nahin hota bahot zyaada pyaar bhi achchha nahin hota kabhi daaman chhoodana ho to mushkil ho pyaar ke rishte tootein to pyaar ke raste chhootein to raaste mein phir wafaayein peechha karti hain aadmi jo kehtaa hai aadmi jo suntaa hai zindagi bhar wo sadaayein peechha karti hain kabhi kabhi mann dhoop ke kaaran tarastaa hai kabhi kabhi mann dhoop ke kaaran tarastaa hai kabhi kabhi phir jhoom ke saawan barastaa hai palak jhapke yahan mausam badal jaaye pyaas kabhi mitti nahin ik boond bhi milti nahin aur kabhi rimjhim ghataayein peechhaa karti hain aadmi jo kehtaa hai aadmi jo suntaa hai zindagi bhar wo sadaayein peechha karti hain aadmi jo
hey hey hey hey haan koi so saahibaa lal lal la la hey haan koi so saahibaa lal lal la la haan koi so saahibaa lal lal la la la hey haan koi so saahibaa lal lal la la daaru ki botal mein saahib paani bharta hai phir naa kehna michale daaru pee ke danga karta hai hey haan koi so saahibaa lal lal la la la hey haan koi so saahibaa lal lal la shee shee shee ye kise karta aisa kaahe ko hota shee shee shee ye kise karta aisa kaahe ko hota dekh le jiss din michale ko raat ko seth nahin sota khud chori karta hai lekin chor se darta hai phir naa kehna michale daaru pee ke danga karta hai hey haan koi so saahibaa lal lal la la la hey haan koi so saahibaa lal lal la jungle mein hain mor bade shahar mein hain chor bade jungle mein hain mor bade shahar mein hain chor bade apne bhi vastaad yahaan pade huye hain aur bade michale to bas logon ki khaali jeb katartaa hai phir naa kehna michale daaru pee ke danga karta hai hey haan koi so saahibaa lal lal la la la hey haan koi so
dekha phoolon ko kaanton pe sote huye dekha toofan ko kashti doobotein huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye ek din beegdi kismat sanwar jaayegi ek din beegdi kismat sanwar jaayegi ye khushi hum se bach kar kidhar jaayegi ghum na kar zindagi yun guzar jaayegi raat jaise guzar gayi sote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye tu bhi sun le jo maine suna ek din tu bhi sun le jo maine suna ek din baagh mein sair ko main gaya ek din ek maalan ne mujhse kaha ek din kel kaanton se kaliyaan pirote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye aankh bhar aayi phir kyun kisi baat par aankh bhar aayi phir kyun kisi
main logon ke pyaar ke kisse sun kar hansta rahta tha tum sang aankh ladi to main jaana shayar sach kehta tha ke roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manaana mushkil hai ke roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manana mushkil hai soone ghar ko basaana aasaan hai aasaan hai aasaan hai soone dil ko sajaana mushkil hai soone dil ko sajaana mushkil hai roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manana mushkil hai ho sakta hai tod de koi jod le koi khilona jod le koi khilona is mitti se yaaro paida ho sakta hai sona is mitti se yaaro paida ho sakta hai sona ujde baag lagaana aasaan hai ujde baag lagaana aasaan hai toote phool khilaana mushkil hai toote phool khilaana mushkil hai o roothe rab ko manana aasaan hai roothe yaar ko manana mushkil hai roothe yaar ko manana mushkil hai ghum ki raaton mein lagte hain taare bhi angaare taare bhi angaare
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aadmi Jo Kehtaa Hai, Aadmi Jo Suntaa Hai Majboor (1974) 03:50 13665
 
Poster of Majboor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:50   Song Number : 13665   

Daaru Ki Botal Mein Majboor (1974) 04:59 13666
 
Poster of Majboor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Pran
Duration : 04:59   Song Number : 13666   

Dekh Sakta Hoon Main Majboor (1974) 04:54 13667
 
Poster of Majboor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:54   Song Number : 13667   

Roothe Rab Ko Manana Aasaan Hai Majboor (1974) 03:47 37817
 
Poster of Majboor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 03:47   Song Number : 37817